Apun dono ka dosti 1dum jhakz hona mangta hai,
Jhakz bole to,apun hira 2 moti,
Apun sabji 2 roti,apun pani 2 tanki,
Apun tarzan 2 monkey
Archive for the ‘Tapori SMS’ Category
Apun dono ka dosti
Friday, January 30th, 2009Kya mamu apun ki yaad
Friday, January 30th, 2009Kya mamu apun ki yaad nahi aa reli kyaa?
Kya apun hi tere ko aise jhakas msg bhejta rahenga kya?
Bole to tu bhi ek-do rapchik msg chipka dal!
Tum saala dost log udharich milega
Friday, January 30th, 2009God puchha “kidhar jaane ka maangta?”
Swarg ya narak? Apun bola narak. Maloom kyon?
Tum saala dost log udharich milega.
Bole to jidhar tum, woich apna swarg hoga.
bina sui k 14 injection lagane ka
Friday, January 30th, 2009 Munna bhai: Abe circuite bata, agar bina dato
ka kutta kate to kya karne ka?
Circuite: simple he na bhai, bole to bina sui k
14 injection lagane ka.
Kiss Day ko kahete hai
Friday, January 30th, 2009Munna bhai: Circuit ye valentine day kaun sa din hai?
Circuit: Simple bhai aajkal valentine day ‘Kiss Day’ ko kahete hai.