God puchha “kidhar jaane ka maangta?”
Swarg ya narak? Apun bola narak. Maloom kyon?
Tum saala dost log udharich milega.
Bole to jidhar tum, woich apna swarg hoga.
Posts Tagged ‘FREE LONG Tapori Sms’
Tum saala dost log udharich milega
Friday, January 30th, 2009Kiss Day ko kahete hai
Friday, January 30th, 2009Munna bhai: Circuit ye valentine day kaun sa din hai?
Circuit: Simple bhai aajkal valentine day ‘Kiss Day’ ko kahete hai.
Dil dena hai to de
Friday, January 30th, 2009Bole to ekdum jhakas style propose marne ka,
Yun ghoor ke kya dekhti hai,
Maardalegi kya?
Dil dena hai to de,
Rakh ke achaar dalegi kya?
Kya re
Friday, January 30th, 2009Kya re!
Aasmani kabutar!
Apun ko sms ka hafta nahi aarela hai,
Apun ko malum hai tere pass sms ka khazana padela hai,
Jaldi se 2-4 jakkas sms ka hafta bhej kanjoos!