bedard zamany main

Maza aata hai tumhain satany main, Rothay na koi to maza kya mananay main, Ek tum he se to khushi hai zara si, Warna rakha kya hai is bedard zamany main

Hum waisy bhi akele the

Ho sakta ha hum ne anjane me app ko rula diya Ur app ne dunya ke kahne pe hame bula diya Hum waisy bhi akele the Kia hoa agar app ne ahsas dila diya

GHALATFEHMI ne bato ko brha dala

GHALATFEHMI ne bato ko brha dala yunhi wrna KAHA tha kuch wo kuch smjhe muje kuch or kehna tha