Humse nazaren milake to dekho

Mohabbat ki shamma jalake to dekho, Zara dil ki duniya saja kar to dekho, Tumhe ho na jaaye mohabbat to kehna, Zara humse nazaren milake to dekho.

Har pal ki yaad dilata hai

Kabhi hasata hai pyaar, Kabhi rulata hai pyaar, Har pal ki yaad dilata hai yeh pyaar, Chaho ya na chaho, Par aapke hone ka ehsaas dilata hai yeh pyaar.